English how much goodness will getting the person who will be go first for Jummah prayer ❓ Hindi Jume Ke din Sabse Pehle Masjid Jane Walon Ka Sawab Kitna. ❓

English
how much goodness will getting the person who will be go first for Jummah prayer  ❓

Hindi
Jume Ke din Sabse Pehle Masjid Jane Walon Ka Sawab Kitna. ❓

ENGLISH Answer :-
Narrated Abu Huraira (may Allah be pleased with him) that Allah’s Messenger Muhammad ﷺsaid, “Any person who takes a bath on Friday like the bath of Janaba and then goes for the prayer (in the first hour i.e. early), it is as if he had sacrificed a camel (in Allah’s cause); and whoever goes in the second hour it is as if he had sacrificed a cow; and whoever goes in the third hour, then it is as if he had sacrificed a horned ram; and if one goes in the fourth hour, then it is as if he had sacrificed a hen; and whoever goes in the fifth hour then it is as if he had offered an egg. When the Imam comes out (i.e. starts delivering the Khutba), the angels present themselves to listen to the Khutba.” Bukhari,2:425, Muslim,2:582 ( Book of Friday Prayer)

Hindi Answer:-
❗ *Hazrat Abu Huraira Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya* _jab Jumaa ka din aata hai to farishtey masjid ke darwazey par aaney walon ka  naam likhtey hain sabse pahley aane wala oont(camel) ki qurbani dene waley ki tarah_
*likha jata hai, uskey baad aaney wala gaay (cow) ki Qurbani deney wale ki tarah phir maindey (sheep) ki Qurbani ka sawab milta hai , uskey baad murgi(chicken) ka, uskey baad ande (egg) ka lekin jab imam (khutbadene ke liye) bahar jata hai to ye farishte apne daftar band kar dete hain aur khutba sunney mein mashgul ho jate hain.*

*Reference Book*
_Sahih Bukhari,_
 Vol *2,* Hadith *929*
*Scan Page*
📗📄👇🏻


Post a Comment

0 Comments