KYA KBHI SAHABI E RASOOL NE RASOOL ALLAH S.A.W SE WASILA LIYA?

*Sahabi e Rasool Ne Huzoor ﷺ Ke Roze Par Hazir Hokar Wasila Liya*

_"Hazrat Syyedina Umar Farooq Radi'Allah'Anhu Ke Zamane Mein Qehet *Sokha* Pada Toh Ek Shakhs (Hazrat Bilal Bin Haris Sahabi) Ne Rasool Allah ﷺ Ki Jaliyon Par Hazir Hokar Arz Ki:_
*_♥ Ya Rasool Allah ﷺ ♥ Apni Ummat Ke Lye Barish Ki Dua Farmaye Wo Halak Ho Rahi Hain_*

_Hazrat Bilal Bin Haris Radi'Allah'Anhu Ka Arz Karna Tha Ki Huzoor ﷺ Unke Khuwab Mein Tashreef Farma Hue Aur Hazrat Bilal Bin Haris Se Irshad Farmaya:_
*_Umar Radi'Allah'Anhu Ke Pas Jao Aur Mera SALAM Kaho Or BASHARAT Do Ke Barish Hojayegi Or Ye Bhi Kaho Ke Narmi Ikhtiyar Karen! Phir Hazrat Bilal Bin Haris Radi'Allah'Anhu Maula Umar Ke Pas Hazir Ho Kar Khabar Di. Hazrat Umar Ye Sun Kar Buhat Roye_*

*Pay Attention*
_Yani Jabhi Koi Musibat Aati Toh Sahaba e Karam Rasool Allah ﷺ Ki Bargah Me Hazir Hote Aur Fariyad Karte Unke Wasile Se Allah Se Dua Karte Agar Wasila Lena Shirk Haram Hota Toh Sahabi Aisa Karte Aur Hazrat Umar Unko Mana Na Karte? *AL'HAMDULILLAH* Hamara Bhi Yahi Aqeeda Hai Jo Sahaba Ka_

*_Scan Page_*
📗📄👇🏻





Post a Comment

0 Comments