Hazrat Umme Humaid Rdh. se riwayat hai ke
حَدَّثَنَا هَارُونُ، حَدَّثَنَا عَبْدُ اللَّهِ بْنُ وَهْبٍ، قَالَ: حَدَّثَنِي دَاوُدُ بْنُ قَيْسٍ، عَنْ عَبْدِ اللَّهِ بْنِ سُوَيْدٍ الْأَنْصَارِيِّ، عَنْ عَمَّتِهِ أُمِّ حُمَيْدٍ امْرَأَةِ أَبِي حُمَيْدٍ السَّاعِدِيِّ، أَنَّهَا جَاءَتِ النَّبِيَّ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ فَقَالَتْ: يَا رَسُولَ اللَّهِ، إِنِّي أُحِبُّ الصَّلَاةَ مَعَكَ، قَالَ: «قَدْ عَلِمْتُ أَنَّكِ تُحِبِّينَ الصَّلَاةَ مَعِي، وَصَلَاتُكِ فِي بَيْتِكِ خَيْرٌ لَكِ مِنْ صَلَاتِكِ فِي حُجْرَتِكِ، وَصَلَاتُكِ فِي حُجْرَتِكِ خَيْرٌ مِنْ صَلَاتِكِ فِي دَارِكِ، وَصَلَاتُكِ فِي دَارِكِ خَيْرٌ لَكِ مِنْ صَلَاتِكِ فِي مَسْجِدِ قَوْمِكِ، وَصَلَاتُكِ فِي مَسْجِدِ قَوْمِكِ خَيْرٌ لَكِ مِنْ صَلَاتِكِ فِي مَسْجِدِي» ، قَالَ: فَأَمَرَتْ فَبُنِيَ لَهَا مَسْجِدٌ فِي أَقْصَى شَيْءٍ مِنْ بَيْتِهَا وَأَظْلَمِهِ، فَكَانَتْ تُصَلِّي فِيهِ حَتَّى لَقِيَتِ اللَّهَ عَزَّ وَجَلَّ
Wo Rasoolullah SAW ki Khidmat me Haazir huwi aur Arz kiya : Aye Allah ke Rasool SAW ! Mai Aapki Iqtedaa me Namaaz Pardne ki Khwahish Rakhti hu.
Aap SAW ne Farmaaya : ke Mai Jaanta hu ke Tu Mere Saat Namaaz Pardne ko Pasand karti hai, Lekin Teri Ghar ki (Andruni) Kotri ki Namaaz Bade Kamre ki Namaaz se Behtar hai.
Aur Teri Bade Kamre ki Namaaz Sehan ki Namaaz se Behtar hai. Aur Teri Sehan ki Namaaz Mahelle ki Masjid ki Namaaz se Behtar hai aur Mahelle ki Masjid ki Namaaz Meri Masjid ki Namaaz se BEHTAR hai.
Aur Suniye, is Hadees me Maujood hai ke
Hadees Bayaan karne waale Raavi ka Bayaan hai ke Umme Humaid Rdh. (Huzur SAW ke Mansha ko Samajh-kar, Unhone) ne Apne Ghar waalo (Ghar ke Andar) Masjid Banaane ka Hukum diya, Chunaanche Ghar ki Taarikh-tar Kotri me Unke liye Masjid Banaayi gayi aur wo Usi me Namaaz Pardti rahi Yaha tak ke Allah se Jaali mili.
(Musnad e Ahmed : Hadees no 27090, Imam Ibn Hajar Rh. ne Iski Sanad ko HASAN Kaha hai, Imam Haismi Rh. ne bhi is riwayat ki Tas-heeh ki hai, Fathul Baari : Jild 2 : Safa 349, Majmu az Zawaaid : Hadees no 2106, Imam Ibn Khuzaima Rh. aur Imam Ibn Hibban Rh. ne is riwayat ko SAHEEH Qaraar diya hai, Saheeh Ibn Khuzaima : Hadees no 1689, Saheeh Ibn Hibban : Hadees no 2217)
Scan Page : Musnad e Ahmed

0 Comments
If you have any doubt , please let me know through the contact form in the above .